Aug 28, 2016

Blogger Pe Blog Kaise Banaye


Hello Friends,
       Is post me mai aapko bataunga ki blogger pe blog keaise banate hai... Maine apne pischle post me bataya ki aap online paise kaise kama sakte hai usme ek tarika blog se paise kamane ka bhi hai.. Blog se paise kamane ke liye aapke paas ek ascha blog hona jaruri hai aap apna blog WordPress or Blogger par bana sakate ho.. Iss post me mai aapko blogger pe blog banane ka tarika bataunga....

      Blogger pe blog banane k liye aapke paas G-mail Id hona jarruri hai..Agar aapke paas Gmail account hai to aage ki post padhe varna Gmail account pe id bana le...

  Step :-1     Sabse Pahle aap yaha click karke Blogger per jaye waha jake aapko Sign in ka option milega us per click karne par aapko aapka G-mail id aur password dalna hai ....


   Step :- 2  Blogger pe sign in karne k bad  aapko screen pe niche di gai image dikhegi vaha New blog pe click kare.

     Step :- 3  Create blog pe click karne k bad ek New screen open hogi  waha aapko apne blog ka name or blog ka domain likhna padega... Aap blog Name mai kusch bhi rakh sakte ho lekin blog ka domain Uniq rakhna padega vo blog search karke aapko batayega ki domain available hai ki nahi agar nahi hai to dusra choose kare or fir niche di gaye template me se ek template choose kare aur create blog clik kare ...

That's it your blog is ready ab aap blog pe apni post kar sakte ho......

Aapke pass Blogger se related koi information ho to hane aapke photo ke sath email kare ham use photo ke sath published karenge hamara email id :- know inhindi99@gmail.com

Agar blogger se related koi problem ho to comment kare ... I will Happy to Help You


No comments:

Post a Comment

DOWNLOAD FLIPKART