Aug 22, 2016

Online paise kaise kamaye



Online Paise Kaise Kamaye :-  Visitors aapka apne all mahity blog par swagat hai aaj mai aap sabhi ko es article se btana chahunga ki aap online website se paise kaise kamaye ya kama sakte hain ya fir apne khud ka koi blog ya website banakar online paise kama sakte hain.
Online Paise Kaise Kamaye Step 1st :-
Online paise kaise kamaye
yaha mai aapko website se online paise kaise kamaye ke bare me btaunga. Dosto Online website se paise kaise kamaye ya kamana ek bahut mehnat ka kam hai. aapko iske liye serious bhi hona padta hai. jab tak aapko success nahi milti tab tak aapko hard work karna padta hai. online paise kamane ke liye Blog banakar blogging karna ek behtar upaye hai. Blogging karne ke liye aapme iske liye thoda skill hona jaruri hai. iske liye aapko blogging kaise kare ? ya blogging kaise ki jati hai ? iske bare me jankari hona bahut jarur hai. lakin agar aapko iske bare me jyada jankari nhi hai to bhi koi bat nahi aap hamare es article se ye bhi sikh sakte hain ki blogging kaise suru kare.

Online Paise Kaise Kamaye Step 2nd :-
Ab jab aapko blogging ke bare me thoda bahut gyan ho jaye tab aapko blog banana hota hai. blog aap kaise bhi bana sakte ho. jaise ki aap Blogger par ya WordPress par kahi bhi apna khud ka blog bana sakte ho. Blog bnate samay aapko koi rupya kherch nhi karna padega kyonki ye Free Of Cost hota hai. Ab rahi bat Domain ki to agar aap Sach me hard work karna chahte ho or blogging me bahut badi success chahte ho to ek custom domain lekar aap website bana sakte hain.
Online Paise Kaise Kamaye Step 3rd :-
lakin dhyan rahe dosto jab bhi aap apna blog banaye ya domain ko purchase kare tab domain waisa hi hona chahiye jaisa tumhara blog hai ya apne business se related hi blog banaye.

Online Paise Kaise Kamaye Step 4th :-
Jab ye sab kuch ho jaye tab apne blog par apni skill ke anusar article likhe or tab tak likhte jaye jab tak ki aapka Alexa rank ya website rank acha nahi ho jata. lagbhag 70+ Good quality article likhne ke bad aap apne website ya blog par “Google Adsense“ ke liye apply kare. lakin ek bat jarur dhyan me rakhe ki Google aapke Adsense account ko tabhi approve karega jab aapki website ki rank bhi aachi hogi, aapke article bhi aache honge, or aapke website par visitors bhi aache honge.

Online Paise Kaise Kamaye Step 5th :-

Jab AdSense account approve ho jaega tab aap apne website ke sabhi page pad 3 ads ke hisab se advertising kar sakte hain.
Ab sab kuch aapke dimag or skill + Hard work par depend karega. yadi aap lagatar isi tereh se kam karenge to aapke visitors bhi badhenge or aapko uska benifit aapke Google AdSense account me jarur milega.
jab bhi aapka koi visitor aapke website par lage ads par click karega to click karne par aapko “0.1$ – 10$” tak paise milenge. ye CPC ke hisab se milenge. CPC ka matalab hota hai Cost Par Click. ye aapke website or article ke keywords par nirbhar karega.

Online Paise Kaise Kamaye 6th Step :-
Ab jab aapke Google Adsense account me 100$ ho jaye tab aap usko apne bank account me withdrawal kar sakte hain. withdrawal kiye gye balance ke liye aapko 20 – 25 days tak ka intzar karna pad sakta hai kyonki isko approve hone me time to lagta hi hai.
To fir dosto ye bat to thi Google AdSense ki lakin itna hi nhi aap apne website se itne hi paise or bhi kama sakte hain wo bhi AdSense ke sath sath hi. mai aapko wo bhi batata hu.

Online Paise Kaise Kamaye Final Step :-
Online paise kaise kamaye
Dosto aapne Affiliate Marketing ka name to suna hi hoga. affiliate marketing se jaise Godaddy, Amazon, Flipkart, Snapdeal or aise or bhi bahut si companies hain jinke affiliate program ko join karke aap paise kama sakte hain. chaliye mai aapko confuse nahi karte hue batata hu ki isme kya karna hota hai.
Dosto isme bhi aapko AdSense ki tereh hi apne blog par ads show karne hote hain. aap in sabhi ke ads ko apne blog par show karenge. jab koi visitor en par click karega to iska benifit aapko milenge.
Es Tereh se aap apni website ya blog banakar online earning kar sakte hain. Mujhe umeed hai ki aapko article pasand aaye.

Kisi Bhi Tereh Ke Sawalo Ke liye Niche Comment Kare…

No comments:

Post a Comment

DOWNLOAD FLIPKART